---
title: "Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya - Ghazal SMS - SMS4Smile"
description: "Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay…"
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Ghazal SMS](https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/) » **Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya**

# Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya

[Ghazal SMS](https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/ghazal-sms/apni-yaden-apni-batain-lay-ker-jana-bhool-gaya.html&media=&description=Apni%20yaden,%20apni%20batain%20lay%20ker%20jana%20bhool%20gaya)

Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya,
Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya,

Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main,
Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya,

Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se,
usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool gaya

### Related SMS

1. [Aaj dareechay main woh aana bhool gaya](https://sms4smile.com/ghazal-sms/aaj-dareechay-main-woh-aana-bhool-gaya.html)

Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna \[…\]

3. [Bhool samajh kar bhool jana.](https://sms4smile.com/poetry-sms/bhool-samajh-kar-bhool-jana.html)

Bhool se koi bhool hui to bhool samajh kar bhool jana. Are bhoolna sirf bhool ko, bhool se bhi hame na bhulana.

5. [Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,](https://sms4smile.com/poetry-sms/mana-ke-bhool-jana-aapki-fitrat-hai-sahi.html)

You may be the type who forgets — but forgetting me is not in your fate. Try if you want. Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi, magar hamain bhool jana apki qismat me nahi, chahoTo aazma k daikh lo, khud ko bhul jaoge par hamain nahi.

7. [apni yadoon ka ghulam ker gaya](https://sms4smile.com/poetry-sms/apni-yadoon-ka-ghulam-ker-gaya.html)

aaj door se hi koi salam kar gaya, apni yadon ka ghulam ker gaya , apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas, aaj wohi humain nilaam kar gaya........

9. [Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana](https://sms4smile.com/poetry-sms/please-aap-hamain-kabhi-bhool-mat-jana.html)

Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.

11. [Kese Bhool Gaya WO](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kese-bhool-gaya-wo.html)

Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din Lagta nahi tha us ka dil mere bin Dosto se kaha karta tha wo b, Kiya ye b ji sakta hai mere bin Mazaq ban jaya karta tha jo Doston mein khud ko tanha samjta tha wo mere bin Isse hade diwangi kahoon ya pagalpan tasawar me wo \[…\]

13. [Main duniya bhool jata hon](https://sms4smile.com/ghazal-sms/main-duniya-bhool-jata-hon.html)

Nazar jub tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko bhool jata hon, Tumhain milne se pehle main bohut sajta sanwarta hon, Magar jub tum sanwarti ho main khud ko bhool jata hon, Main aksar kitabon pe tera hi naam likhta hon, Magar kuch tum \[…\]

15. [Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do](https://sms4smile.com/ghazal-sms/apni-yad-rakhnay-ko-kuch-tou-jan-e-man-day-do.html)

Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do Apni muskurahatain apna bholapun day do Apni ankhain baksh do apna husn nawaz do Apna sakhan day do apnay dil ka dhun day do Tumharay dum say meray jevan mein khushiyain hain bahar hay Mein kuch kehna chahta hon mujhey tumse mohabbat hay, mujhey tum se \[…\]

17. [Main sun k uski sub batain](https://sms4smile.com/ghazal-sms/main-sun-k-uski-sub-batain.html)

Main sun k uski sub batain, Faqat itna hi kehta tha, Khafa hona mana laina, Yeh sadiyon say riwayat hay, Gilay shikway karo mujh say, Tumhain janan ijazat hay, Magar ik baat meri bhi, Tum yaad rakh laina, Kabhi aisa bhi hota hay, Hawa'ain rukh badalti hain, Khata'ain ho hi jati hain, Khafa hona bhi \[…\]

19. [Bhool jaata tha](https://sms4smile.com/ghazal-sms/bhool-jaata-tha.html)

Udaas shamon me lot kr wo aana bhol jata tha, Kr k khafa mujhko manana bhol jata tha, Inhi aaditoon ne uski mujhe badnam kr dala, Wo likh k naam dewaron pe mitana bhol jata tha, Mat poch muhabat mai laa parwahi uski, Dy k zakham wo marham lagana bhol jata tha, Kitna dilnasheen hota \[…\]

21. [Her ada aus ki pasad thi apni](https://sms4smile.com/poetry-sms/her-ada-aus-ki-pasad-thi-apni.html)

Daikhna mujhe aur dair talak daikhty rehna, Phir tasawur main khud se sharmaty rehna, Her ada aus ki pasad thi apni, Sharmana ghabrana khud ko chupaty rehna, Aaj taqdeer ke zulm ki intaha hai nashtar, Bichar gaya, socha jisy apnaaye rehna

23. [Acha wohe raha jo in ko nibha gaya](https://sms4smile.com/ghazal-sms/acha-wohe-raha-jo-in-ko-nibha-gaya.html)

Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main goya jasay hoo selaab aagya.. Ankhoon na meri ansoo say ashna thii.. Askhoo ka aaj tu hoon darya bhaa gaya... Main us ko bewafa kahoon mumqin nahi dost.. Her jand zakham dil pay wo meray laga gaya.. Jinay ki baat or hay marnay ki baat \[…\]

25. [maine chaha use... kya yehi meri bhool thi](https://sms4smile.com/poetry-sms/maine-chaha-use-kya-yehi-meri-bhool-thi.html)

dilon ki daastan usay kahan qabool thi meri wafayain uske liye fazool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use... kya yehi meri bhool thi

27. [Tere bina hum jeena bhool jate hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/tere-bina-hum-jeena-bhool-jate-hain.html)

Tere bina hum jeena bhool jate hain, Zakhmon ko seena bhool jate hain, Tu zindagi mein sub se azeez hai hamain, Tujhse her baar yeh kehna bhool jaatay hain.

29. [Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/tumhain-ab-bhool-hi-jayain-tou-acha-hai.html)

Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai, Yeh faslay aur bhi barh jayain tou acha hai, Tumhari chahatain hum ko nahin hasil, To ab ghair hi bun jayain tou acha hai, Hamari to umer guzri hai teri chahat main, Tu is aag main na jalay to acha hai, Barsoon se thi Dua k tu \[…\]

31. [Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs](https://sms4smile.com/ghazal-sms/bana-gulab-to-kantay-chubha-gaya-aik-shakhs.html)

Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula \[…\]

33. [Her sahara bhool jatey hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/her-sahara-bhool-jatey-hain.html)

Yeh Bahein Humein jab apni Panahon mein bulathi hein, Humein apni Kasam hum har Sahara bhool jatey hain...

35. [Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya](https://sms4smile.com/poetry-sms/ankhon-ki-rah-say-koi-dil-main-utar-gaya.html)

Tried hard not to fall for anyone — then someone smiled while passing by and quietly settled inside the heart. Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya, Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya, Socha bohut kisi say pyar na ho magar, Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya..

37. [Aisi apni wife ho](https://sms4smile.com/funny-sms/aisi-apni-wife-ho.html)

Aisi apni wife ho aisi apni wife ho 5.5 jiski hight ho jeans jiski tight ho chehra jiska bright ho waight main thori light ho umer main diffrence slight ho thori se woh quite ho to mamorable her ek night ho aisi apni wife ho sarak per sub kaheen kia cute hey bheer main sub \[…\]

39. [Aik zara si bhool khata ban gayai](https://sms4smile.com/poetry-sms/aik-zara-si-bhool-khata-ban-gayai.html)

Aik zara si bhool khata ban gayai Meri wafai hi meri saza ban gayai, Dil liya aur khail ker tor diya, Hamari jaan gayai unki ada ban gayai

41. [Jab sey tumhain jana hai,](https://sms4smile.com/funny-sms/jab-sey-tumhain-jana-hai.html)

Jab sey tumhain jana hai, jab sey tumhain paaya hai, har dua mein tera naam aaya hai, Ta k poochhu rab say . . . . ki yeh kaisa namoona banaya hai

43. [Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya](https://sms4smile.com/poetry-sms/jab-dil-nay-nazron-ko-dekha-to-gunah-ho-gaya.html)

Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya , jab us nay mujh ko dekha to bayqrar ho gaya . Maine dil se pucha yeh tumhe kya ho gaya, has kar dil ne kaha mujhe pyar ho gaya .

45. [chand kisi aur ka ho gaya](https://sms4smile.com/poetry-sms/chand-kisi-aur-ka-ho-gaya.html)

Arz hai: Dil ke angan se chand ka didar ho gaya, mai dewana ho gaya,chand badalo mai kho gaya, maine badal hatne ka intjar kiya, tabtak chand kisi aur ka ho gaya..

47. [Apni hath ki lakeron ko mat dekho](https://sms4smile.com/poetry-sms/apni-hath-ki-lakeron-ko-mat-dekho.html)

Kitno ki taqdeer badalni hai tumhein Kitno ko rasto pey lana hai tumhein Apni hath ki lakeron ko mat dekho In lakeron say agay jana hai tumehin

49. [Dil to Jalkar rakh ho gaya](https://sms4smile.com/poetry-sms/dil-to-jalkar-rakh-ho-gaya.html)

Dil to Jalkar rakh ho gaya, magar in ankho se roya na gaya, kuch zakhm judai ke aise mile k phoolon ke bister pe bhi soya na gaya.

51. [Dil ki duniya pe chha gaya koi](https://sms4smile.com/poetry-sms/dil-ki-duniya-pe-chha-gaya-koi.html)

Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...

53. [Wo phir se mil gaya to phir...?](https://sms4smile.com/ghazal-sms/wo-phir-se-mil-gaya-to-phir.html)

Ye dard mit gaya to phir? Ye zakhm sil gaya to phir...? Bichhar kar sochta hoon main, Wo phir se mil gaya to phir...? Main titliyon k shehar mein, Rahoon to mujh ko fiker hai... Wo phool jo khila nahi, Wo phool khil gaya to phir...? Tujhe bhi kuch nahi mila, Mujhe bhi kuch nahi \[…\]

55. [Apni Surat ka kabhi to didaar de](https://sms4smile.com/poetry-sms/apni-surat-ka-kabhi-to-didaar-de.html)

Apni Surat ka kabhi to didaar de tadap raha hu ab aur na intzaar de Apni awaaz nahi sunani to mat suna Kam se kam 1 Missed call hee maar de

57. [Sardar english k paper main fail ho gaya](https://sms4smile.com/funny-sms/sardar-english-k-paper-main-fail-ho-gaya.html)

Sardar english k paper main fail ho gaya, He did translation: 1.Main aam admi nahi hon I'm not a mango man 2.Sarda or garma fruit hain. Colda &amp; hota r fruits 3.Mujhey bhi english ati hay English comes 2 me also 4.do ro do chaar. give and give four. 5.Mera taluk hari pur hazara se \[…\]

59. [Bhool jane ka hosla na hua](https://sms4smile.com/poetry-sms/bhool-jane-ka-hosla-na-hua.html)

Bhool jane ka hosla na hua, door rah kar bhi wo juda na hua, unse mil kar kisi aur se kya milte, koi dusra unke jaisa na hua

61. [Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do](https://sms4smile.com/poetry-sms/tum-apni-zulf-ki-parchaiyan-mujhay-day-do.html)

Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhay day do Mein doob jaon tumhari udas aankhon mein Tum apnay dard ki gehraiyan mujhay day do

63. [Bhool gaye rastay bhi ghar k](https://sms4smile.com/poetry-sms/bhool-gaye-rastay-bhi-ghar-k.html)

A short verse about feeling so lost that even the wind no longer recognizes the way home. Hawa e dasht mughay aab tu aajnabi na Samagh Kay aab tu bhool gay Rastay bhe ghar kay mujhay

65. [Hum ne suboot diya apni Dosti ka](https://sms4smile.com/cool-decent-sms/hum-ne-suboot-diya-apni-dosti-ka.html)

Urdu SMS that puts it plainly: we showed our side of this friendship. Now it's your turn to reply or delete. Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/apni-yaden-apni-batain-lay-ker-jana-bhool-gaya.html",
            "url": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/apni-yaden-apni-batain-lay-ker-jana-bhool-gaya.html",
            "name": "Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya - Ghazal SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-16T14:17:54+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay…",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/apni-yaden-apni-batain-lay-ker-jana-bhool-gaya.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/ghazal-sms/apni-yaden-apni-batain-lay-ker-jana-bhool-gaya.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/apni-yaden-apni-batain-lay-ker-jana-bhool-gaya.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Ghazal SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
