---
title: "Dil main he mere Dard-e-bhutto - Funny SMS, Poetry SMS, Politics SMS - SMS4Smile"
description: "Dil main he mere Dard-e-bhutto \"Dard-e-bhutto\" \"Dard-e-bhutto\" Wo hasina wo nilam pari,, hui thi wo election main khari,, na jane kahan se goli chal pari…"
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Funny SMS](https://sms4smile.com/category/funny-sms/) » **Dil main he mere Dard-e-bhutto**

# Dil main he mere Dard-e-bhutto

[Funny SMS](https://sms4smile.com/category/funny-sms/), [Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/), [Politics SMS](https://sms4smile.com/category/politics-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/funny-sms/dil-main-he-mere-dard-e-bhutto.html&media=&description=Dil%20main%20he%20mere%20Dard-e-bhutto)

Dil main he mere Dard-e-bhutto

"Dard-e-bhutto"
"Dard-e-bhutto"
Wo hasina wo nilam pari,,
hui thi wo election main khari,,
na jane kahan se goli chal pari,,
hamare lia ho gayi mushkil khari,,
Dil main hay mere
""Dard-e-Bhutto""
""Dard-e-Bhutto""

ha koi muqabla karne wala

### Related SMS

1. [Jo mere dil main aise samaya hy](https://sms4smile.com/misc-sms-jokes/jo-mere-dil-main-aise-samaya-hy.html)

Banany wale ne ek DOST mere lia banaya hy, Jise aap k roop mein mainey paaya hay, Jo mere dil main aise samaya hy, Jaise purani haeli main "BHOOT" ka saaya hay

3. [Is dard-e-dil ko zamana kya jane,](https://sms4smile.com/poetry-sms/is-dard-e-dil-ko-zamana-kya-jane.html)

Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane

5. [Mere dil ko nikal laina Faraz](https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-dil-ko-nikal-laina-faraz.html)

Dafnane Se pehlay Mere Dil Ko Nikaal Lena "FARAZ" Kahin Khaak Main Na Mill Jaye Mere Dil Main Rehnay Wala

7. [Dard se dosti ho gayi yaaro](https://sms4smile.com/poetry-sms/dard-se-dosti-ho-gayi-yaaro.html)

Made peace with pain, got so used to it that life itself became painless — at least the fire lit up the dark. Dard se dosti ho gayi yaaro, Zindagi bedard ho gayi yaaro. Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara, Duur tak roshni to ho gayi yaaro....

9. [Aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..](https://sms4smile.com/poetry-sms/aaj-jab-dard-hua-to-wo-bahot-yad-aya.html)

Aaj rootha hua ek dost yaad aya, acha guzra hua kuch waqt yad aya, jo mere dard ko sine me chupa leta tha, aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..

11. [Dard Ka Tajir...](https://sms4smile.com/poetry-sms/dard-ka-tajir.html)

A two-liner about someone who traded in pain — and now that merchant of sorrow has left the shop empty. Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz ? Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Geya...

13. [Titlee jo ek mujh ko mili thi kitaab main](https://sms4smile.com/ghazal-sms/titlee-jo-ek-mujh-ko-mili-thi-kitaab-main.html)

Titlee jo ek mujh ko mili thi kitaab main Woh apna aks chore gayi mere khuwaab main Ab tak woh mere zehen main uljha sawaal hai Shaamil rahi jo har ghari mere nisaab main Aankhon main neend hai na koi khuwaab door tak Rehte hain hum bhi aaj kal waise azaab main Milta hai gardishon \[…\]

15. [Kyu dil k mere tukray kar diye](https://sms4smile.com/poetry-sms/kyu-dil-k-mere-tukray-kar-diye.html)

Kyu dil k mere tukray kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan sey baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhain, kyu meri zindagi me tune dard bhar diye

17. [Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena](https://sms4smile.com/love-sms/mere-hisse-ki-har-khushi-apne-haathon-pe-saja-lena.html)

Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, Bhool aaye hum apni takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin to utha lena, Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.

19. [Aisa na ho k doriyan dard ban jayain](https://sms4smile.com/poetry-sms/aisa-na-ho-k-doriyan-dard-ban-jayain.html)

Tumhari yadon ki mehak in hawaon main hay, Pyar hi pyar bikhra in fazaon main hay, Aisa na ho k doriyan dard ban jayain, Ab to aap k message ka intezar nigahon main hay..

21. [Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya....](https://sms4smile.com/ghazal-sms/sab-se-chupa-kar-dard-jo-woh-muskura-diya.html)

Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya... us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya.... lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan... chehra bata raha tha k kuch ganwa diya... aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi... or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya... \[…\]

23. [Dabbay main dabba dabay main khargosh](https://sms4smile.com/funny-sms/dabbay-main-dabba-dabay-main-khargosh.html)

Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D

25. [mere hamsafar](https://sms4smile.com/ghazal-sms/mere-hamsafar.html)

Mere Humsafer, mere Hum-nasheen Main ne Rab se manga to kuch nahi Per jub bhi mangi koi dua! Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa" Ye talab kya k mera Khuda! Naye ehad ki Sabhi rahtain, Sabhi chahtain, Wo ata kre tujhe manzlain, Ye talab kya k mera Khuda! Tujhe Bakht de, Tujhe Taj de Tujhe \[…\]

27. [Dil ka dard dikhayain kis ko](https://sms4smile.com/poetry-sms/dil-ka-dard-dikhayain-kis-ko.html)

paas aa k sab hi dur chale jate hai, hum akailay hain akele hi reh jate hai, Dil ka dard dikhayain kis ko? jab marham lagane wale hi dard de jate hai.

29. [Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney](https://sms4smile.com/funny-sms/dil-ka-dard-dil-torrne-waley-kiya-jaaney.html)

A Roman Urdu poem about pursuing a girl that ends with fear of the father. Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney, Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney, Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main, Ye ghar pe baitha larki ka baap kiya jaaney

31. [Sari umar ankhon main ik sapna yad raha](https://sms4smile.com/poetry-sms/sari-umar-ankhon-main-ik-sapna-yad-raha.html)

Sari umar ankhon main ik sapna yad raha, sadiyan beet gayi jismain vo lamha yad raha, na janey kya bat the un main, sari mehfil bhul gayi hamein, bas wohi chehra yad raha.

33. [Us dil say pyar karo jo tumhein dard day](https://sms4smile.com/poetry-sms/us-dil-say-pyar-karo-jo-tumhein-dard-day.html)

Us dil say pyar karo jo tumhein dard day, Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay, Q k tum duniya k liyay koi aik ho, Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.

35. [Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye](https://sms4smile.com/poetry-sms/jis-ka-hisaab-na-ho-sakay-utnay-dard-paaye.html)

Tumharay pyaar main ham nay bohot zakham khaye, Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye, Phir bhi tere pyar ki qasam kha k kehta hon, Hamaray lab pay tumhare liye sirf pyaar aaye

37. [Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/bohat-hi-yaad-aata-hai-mere-dil-ko-tarpaata-hai.html)

Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha \[…\]

39. [Muje dard-e-ishq ka maza malum hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/muje-dard-e-ishq-ka-maza-malum-hai.html)

Muje dard-e-ishq ka maza malum hai, Dard-e-dil ki inteha malum hai, Zindgi bhar muskrane ki dua na dena, Mujhe pal bhar muskrane ki saza malum hai.

41. [Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi](https://sms4smile.com/poetry-sms/dil-mein-ab-dard-e-mohabbat-ke-siva-kuch-nahi.html)

Nothing left in the heart except the ache of loving you — and nothing worth offering except wounds. Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi, Zindagi mein ab teri Ibadat ke siva kuch nahi, Mein Tohfe mein tujhe kya pesh karu, Mere daman mein kaanton ke siva kuch nahi.

43. [Woh nadiyan nahi thi, mere aansu thay](https://sms4smile.com/poetry-sms/woh-nadiyan-nahi-thi-mere-aansu-thay.html)

Woh nadiyan nahi thi mere aansu thay, Jis per mere dost kashtiyan chalatay rahay, Manzil milay unhain ye chahat thi meri, Isliya hum ansu pe ansu bahatay rahay...

45. [Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna](https://sms4smile.com/poetry-sms/baad-marne-k-mere-tum-jo-kahani-likhna.html)

Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna Kaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna. Yeh Bhi Likhna K Mere Hoont Hansi Ko Tarse, Umer Bhar Ankh Se Behta Raha Pani Likhna.

47. [Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein..](https://sms4smile.com/poetry-sms/raat-si-tanha-khamoshi-hai-mere-dil-mein.html)

Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein.. Shayad kuch jazbaat ki kami hai iss dil mein.. Pehle to hum harr baat par haste ya rote the.. Par ab shayad koi ehsaas hi nahi hai mere dil mein!!

49. [1 nafrat hi nahi dard ka sabab](https://sms4smile.com/poetry-sms/1-nafrat-hi-nahi-dard-ka-sabab.html)

Aik nafrat hee nahi duniya mein dard ka sabab Faraz... MOHABBAT bhi sakoon walon ko bari takleef deti hain.

51. [Dard jitna hai meri nigaho me](https://sms4smile.com/poetry-sms/dard-jitna-hai-meri-nigaho-me.html)

Dard jitna hai meri nigaho me, paoge na utna kisi ki raho me, bitani chahte the zindagi jiski bahon me, maut b na mil payi unki panaho me.

53. [Qismat mein dard kon likhta hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/qismat-mein-dard-kon-likhta-hai.html)

Kon kehta hy k aadmi apni kismat khud likhta hay... Agar yeh sach hy tu kismat mein dard kon likta hay?

55. [Dard kia hota hai btayein gein kisi roz](https://sms4smile.com/ghazal-sms/dard-kia-hota-hai-btayein-gein-kisi-roz.html)

Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko yeh veham tha vo bulayein gein kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhaein gein kisi roz Har roz aieene sey \[…\]

57. [Apne dil ka dard batayain kiss ko,](https://sms4smile.com/poetry-sms/apne-dil-ka-dard-batayain-kiss-ko.html)

Apne dil ka dard batayain kiss ko, Kaun kya bhool gaya hai yaad dilaaye kiss ko, Ruth jaate to manana dushwaar naa tha, Jab wo tallukh hi naa rakhe to manain kiss ko.

59. [Kaisa dard diya hay tumne](https://sms4smile.com/poetry-sms/kaisa-dard-diya-hay-tumne.html)

Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..

61. [Logo ki nigahon se dard chupana parta hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/logo-ki-nigahon-se-dard-chupana-parta-hai.html)

Logo ki nigahon se dard chupana parta hai, Hume to ghum me bhi muskurana parta hai. Hum bhi kabhi dost hua karte the unke, ye bhi ab unhe yaad dilana padta hai.

63. [Kal raat machar ne kata mere chehre par](https://sms4smile.com/funny-sms/kal-raat-machar-ne-kata-mere-chehre-par.html)

A Roman Urdu poem about wanting to kill a mosquito — then thinking twice. kal raat machar ne kata mere chehre par, dil mien junoon tha...aankhoon mien khoon tha, uthaya ussay masal dene k liye par khayal aya, kambakht mien bhi akhir apna hi khoon tha

65. [Pyar ka dard meetha hota hay](https://sms4smile.com/poetry-sms/pyar-ka-dard-meetha-hota-hay.html)

Na janay tum pay itna yaqeen kion hay? Tera khayal bhi itna haseen kion hay?? Pyar ka dard meetha hota hay... to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/funny-sms/dil-main-he-mere-dard-e-bhutto.html",
            "url": "https://sms4smile.com/funny-sms/dil-main-he-mere-dard-e-bhutto.html",
            "name": "Dil main he mere Dard-e-bhutto - Funny SMS, Poetry SMS, Politics SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-15T04:10:41+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "Dil main he mere Dard-e-bhutto \"Dard-e-bhutto\" \"Dard-e-bhutto\" Wo hasina wo nilam pari,, hui thi wo election main khari,, na jane kahan se goli chal pari…",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/funny-sms/dil-main-he-mere-dard-e-bhutto.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/funny-sms/dil-main-he-mere-dard-e-bhutto.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/funny-sms/dil-main-he-mere-dard-e-bhutto.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Funny SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/funny-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Dil main he mere Dard-e-bhutto"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
