---
title: "Log ishq kartay hain baray shor kay sath - Flirt SMS, Funny SMS, Poetry SMS - SMS4Smile"
description: "Log ishq kartay hain baray shor kay sath, Humne bhi kia bare zor kay sath, Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath, Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath."
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Flirt SMS](https://sms4smile.com/category/flirt-sms/) » **Log ishq kartay hain baray shor kay sath**

# Log ishq kartay hain baray shor kay sath

[Flirt SMS](https://sms4smile.com/category/flirt-sms/), [Funny SMS](https://sms4smile.com/category/funny-sms/), [Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/flirt-sms/log-ishq-kartay-hain-baray-shor-kay-sath.html&media=&description=Log%20ishq%20kartay%20hain%20baray%20shor%20kay%20sath)

Log ishq kartay hain baray shor kay sath,
Humne bhi kia bare zor kay sath,
Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath,
Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.

### Related SMS

1. [Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay,](https://sms4smile.com/poetry-sms/wo-nafrat-bhi-kartay-hain-pyar-k-liyay.html)

Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay, Wo inkaar bhi kartay hain iqrar k liyay, Ajeeb hotay hai yeh ishq karne waalay, Aankhain bhi band kartay hain to sirf deedaar k liyay.

3. [Intezar to sab kartay hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/intezar-to-sab-kartay-hain.html)

Jo hud say na guzar jaye wo pyar hi kiya Jo pyar karnay pay majboor na kar day wo iqrar hi kia, Intezar to sab kartay hain, saansain tootnay tuk Jo sath na day woh yaar hi kia

5. [Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/hum-wo-ishq-hain-jo-dil-bankar-dharaktay-hain.html)

Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!

7. [Chalo aik sath chaltay hain](https://sms4smile.com/ghazal-sms/chalo-aik-sath-chaltay-hain.html)

Zamanay ko jalnay do chalo aik sath chalte hain, Nayee duniya basanay ko chalo aik sath chalte hain, Hamain jeevan ka her lamha tumhare naam kerna hai, Yeh waada nibhanay ko chalo aik sath chalte hain, Suna hay mil k chalne se muqaddar jaag uthte hain, Yeh baat aazmanay ko chalo aik sath chaltay hain,

9. [Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kisi-ki-aas-ban-kar-phir-usay-tanha-nahi-kartay.html)

Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay bhalay kitni bhi mushkil ho magar aisa nahi kartay mohabbat mein shikayat ka kahin dastoor hota hay gila kar kay mohabbat ko kabhi ruswa nahi kartay wafa'ain dar haqiqat mein bari anmol hoti hain kabhi apni wafa'aon ka sila maanga nahi kartay

11. [Abhi sath hai to bat kar lia karo](https://sms4smile.com/poetry-sms/abhi-sath-hai-to-bat-kar-lia-karo.html)

Sanson ka pinjara kisi din toot jayega, Phir musafir kisi rah mein choot jayega! Abhi sath hai to bat kar lia karo, Kia pata kub zindagi ka sath choot jayega

13. [ISHQ wahi hai jo ho ektarfa](https://sms4smile.com/poetry-sms/ishq-wahi-hai-jo-ho-ektarfa.html)

ISHQ wahi hai jo ho ektarfa, IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai, HAI agar ishq to aankho mein dekho, ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai..

15. [ISHQ wahi hai jo ho ektarfa](https://sms4smile.com/poetry-sms/ishq-wahi-hai-jo-ho-ektarfa-2.html)

ISHQ wahi hai jo ho ektarfa, IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai. HAI agar ishq to aankho mein dekho , ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai.

17. [Ishq se zindgi khatam nahi hoti](https://sms4smile.com/friendship-sms/ishq-se-zindgi-khatam-nahi-hoti.html)

Mahak dosti ki ishq se kum nahi hoti Ishq se zindgi khatam nahi hoti Sath agar ho zindgi main doston ka To zindgi jannat se kum nahi hoti

19. [Ishq tanhayi hai mehfil nahi,](https://sms4smile.com/poetry-sms/ishq-tanhayi-hai-mehfil-nahi.html)

Ishq tanhayi hai mehfil nahi, Pyaar ruswai hai saahil nahi, Jo samajhte hai ishq ko mehfil, Wo ishq ke qabil nahi.

21. [Kaisi bachon si baatain kartay ho](https://sms4smile.com/poetry-sms/kaisi-bachon-si-baatain-kartay-ho.html)

Mujsay bicher kay kush rahtay ho Meri tarah tum bi jothay ho Eik diwar pay chand nikla tha Main yeh samjah tum baithay ho Ojlay ojlay phool khelay thay Bilkul jaisay tum hanstay thay Mujay sham bata dayti hai Tum kaisay kapray pehnay ho Dil ka hall para chahray say Sahil say lahrain gintay ho \[…\]

23. [Ye ishq-o-muhabbat mehr-o-wafa](https://sms4smile.com/ghazal-sms/ye-ishq-o-muhabbat-mehr-o-wafa.html)

Alfaz kay jhootay bandhan mein Aghraz kay gehray pardon mein Har shakhs muhabbat kerta hai Hala kay muhabbat kuch bhi nahi Sab jhotay rishtay naatay hain Sab dil rakhnay ke batain hain Sab asli roop chupatay hain Ehsas se khali loog yahan Lafzon kay teer chalatay hain Ik bar nazar mein aa kar wo Phir \[…\]

25. [chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath](https://sms4smile.com/poetry-sms/chaha-hai-is-ko-rooh-ki-gehraiyoon-ke-sath.html)

chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath zinda hoon apni zaat ki tanhaiyon ke sath, roka nahi tha us ko becharne ke waqat bhi apni wafa peh naaz tha sachiyon ke sath

27. [Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath](https://sms4smile.com/poetry-sms/kuch-andhera-b-zaruri-hai-gham-e-yaar-k-sath.html)

Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath,,, ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath,,, mein jo ik umer masafat mein raha, tab jana,,, rah b chalti rahi hai, meri raftaar k sath,,, ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein "FRAAZ" yun hi chal parte hein,har ik kharidaar k sath.

29. [Hum tum ko KITNA YAAD kertay hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/hum-tum-ko-kitna-yaad-kertay-hain.html)

Her khushi main tumhari bat kartay hain, Tum salamat raho yeh faryad kartay hain, Ab aik sms main kaisay batayain k, Hum tum ko KITNA YAAD kertay hain...

31. [Ishq ke sahare jiya nahi karte](https://sms4smile.com/poetry-sms/ishq-ke-sahare-jiya-nahi-karte.html)

Ishq ke sahare jiya nahi karte, Gum ke pyalo ko piya nahi karte, Kuchh Nawab dost hain hamare, Jinko Preshan na karo to wo yaad bhi kia nahi karte

33. [Jaise taron ke sath aakash hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/jaise-taron-ke-sath-aakash-hai.html)

Jaise taron ke sath aakash hai, waise sachi dosti ke sath wishwas hai. Dil ki nazron se dekhogi agar! Hum har waqkt aapke pass hai.

35. [Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/dil-mey-khuda-hainsub-mujh-per-fida-hain.html)

Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...

37. [Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai](https://sms4smile.com/love-sms/log-samajhte-hain-humne-unko-bhula-rakha-hai.html)

An Urdu verse about loving silently. For when you carry someone in your heart but no one around you even knows. Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai, wo kya jane ki dil me chupa rakha hai, dekhe na koi usay meri aankho mein,  isliye palkon ko hum nay jhuka rakha hai.

39. [tumhari sath ki umeed karte hai hum](https://sms4smile.com/poetry-sms/tumhari-sath-ki-umeed-karte-hai-hum.html)

Raat ki tanhai se darte hai hum, kagaz ki parchhai se darte hai hum, Duniya sath chale na chale, tumhari sath ki umeed karte hai hum

41. [duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/duniya-ki-to-humain-parvah-nahi-bas-tumhe-khone-say-dartay-hain.html)

The whole world can go — the only fear is losing you, the only prayer is for you to stay happy. Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain, tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain. duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.

43. [Ishq karna hay to...](https://sms4smile.com/poetry-sms/ishq-karna-hay-to.html)

Ishq karna hay, phir dard bhi sehna seekho warna aisa karo, auqaat mein rehna seekho

45. [Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain](https://sms4smile.com/barish-rain-sms/aaj-badal-kalay-gehray-hainaaj-chand-pay-lakhon-pehray-hain.html)

A Roman Urdu rain poem — dark clouds, a hidden moon, and memories of someone not here. Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,

47. [Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo](https://sms4smile.com/poetry-sms/abhi-waqt-hai-pal-do-pal-sath-guzar-lo.html)

Lamha lamha waqt guzar jayega, Rooh ka daman bhi sath chod jayega, Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo, Kal kya pata kon kiski zindgi se chala jayega.

49. [jeet to saktay the ishq ki baazi hum bhi](https://sms4smile.com/poetry-sms/jeet-to-saktay-the-ishq-ki-baazi-hum-bhi.html)

raat kya dhali taaray chale gayai ghairon say kya gila jab apnay chale gayai jeet to saktay the ishq ki baazi hum bhi per unhe jeetanay ke lye hum harte chale gaye

51. [Ishq ki baazi hum haar gayai](https://sms4smile.com/poetry-sms/ishq-ki-baazi-hum-haar-gayai.html)

Dilon say khailnay ka hunar hamain aata nahin, Isi liyay ishq ki baazi hum haar gayai, Meri zindagi se shayud unhain bohut pyar tha, Isi liyay mujhey zinda hi maar gayai....

53. [Ishq ne hume Rula Diya](https://sms4smile.com/love-sms/ishq-ne-hume-rula-diya.html)

For the pain of being forgotten by someone you never stopped loving. A sad Urdu verse that names that feeling with precision. Ishq ne hume Rula Diya Jis Per Marte The usne hi hame bhula Diya hum to unki yadon mein hi jee laitay, magar unhone to yaadon mein hi ZEHER mila diya

55. [Sath nahi ho tum...!](https://sms4smile.com/poetry-sms/sath-nahi-ho-tum.html)

Mujhy yaad aa kar itna be-chain na kro...! Bs ik ye hi sitam kaafi hai k sath nahi ho tum...!

57. [Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya](https://sms4smile.com/poetry-sms/kamabakth-ishq-ne-aaj-mujhe-rula-diya.html)

Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya, Jis pe marta tha usne hi bhula diya, Mein bhi uski Yaad bhulane k liye peeta gaya, Ek din zalim ne us mein bhi Zeher mila diya.

59. [Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya](https://sms4smile.com/ghazal-sms/aatish-e-ishq-main-jal-jaon-tujhey-is-say-kiya.html)

Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh \[…\]

61. [Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath](https://sms4smile.com/poetry-sms/har-ek-say-mil-raha-hai-bari-aajzi-k-sath.html)

Hum say bichar kay us ka takabbur bikhar gaya faraz Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath

63. [Muje dard-e-ishq ka maza malum hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/muje-dard-e-ishq-ka-maza-malum-hai.html)

Muje dard-e-ishq ka maza malum hai, Dard-e-dil ki inteha malum hai, Zindgi bhar muskrane ki dua na dena, Mujhe pal bhar muskrane ki saza malum hai.

65. [Dost akser yunhi ban jatay hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/dost-akser-yunhi-ban-jatay-hain.html)

Dost akser yunhi ban jatay hain Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain. Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/flirt-sms/log-ishq-kartay-hain-baray-shor-kay-sath.html",
            "url": "https://sms4smile.com/flirt-sms/log-ishq-kartay-hain-baray-shor-kay-sath.html",
            "name": "Log ishq kartay hain baray shor kay sath - Flirt SMS, Funny SMS, Poetry SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-15T07:35:11+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "Log ishq kartay hain baray shor kay sath, Humne bhi kia bare zor kay sath, Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath, Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/flirt-sms/log-ishq-kartay-hain-baray-shor-kay-sath.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/flirt-sms/log-ishq-kartay-hain-baray-shor-kay-sath.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/flirt-sms/log-ishq-kartay-hain-baray-shor-kay-sath.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Flirt SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/flirt-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Log ishq kartay hain baray shor kay sath"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
