Mohabbat me kya imtihaan aa giya

Mohabbat me kya imtihaan aa giya,
roz haste hue chehre ko udas bana diya.

Kabhi lutate the ham mohabbat yun hi,
aaj khuda ne hame hi mohabbat ka mohtaj bana diya.