Kaisa dard diya hay tumne

Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye,
Na tum ho paas jo PYAR kia jaye,

Yeh kaisa dard diya hay tum nay,
na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..