SMS4Smile.com

Latest SMS / text messages & jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday & adult]


Latest Free SMS Jokes & Text Messages


Ek diya bhi jale door ki baat hai,

Ek diya bhi jale door ki baat hai,
Ho kahi bhi noor namumkin si baat hai,
Khud se milne par bhi hai humare paabandiya,
Tujh se milna to door ki baat hai.

posted in Poetry SMS

Yaad karnay ki aadat nahi hai,

Yaad karnay ki aadat nahi hai,
Hume bhulaane ki ijazat nahi hai,
Mubarak ho tum ko ye aadat tumhari,
Hume tum se koi shikayat nahi hai.

posted in Poetry SMS

Ulfat main kha’ay zakham jab say

Ulfat main kha’ay zakham jab say,
Chaine se nahi reh paata hoon main,
Aaj bhi apne me bahut,
Teri kami paata hoon main.

posted in Miss You SMS, Poetry SMS

Aaj hum kal humari baatain hongien,

Aaj hum kal humari baatain hongien,
Jab hum naa hougay tab humari baatain hongien,
Jab kabhi palto gay zindagi k panno ko,
To aap ki in aankhon me barsaatain hongi.

posted in Poetry SMS

Nigahain mila kar kiya dil ko zakhmi,

Nigahain mila kar kiya dil ko zakhmi,
Ada’ain dikha kar sitam dhaa rahi ho,
Wafaaon ka khoob sila diya,
Ab tadapta hua chor kar jaa rahi ho.

posted in Poetry SMS

Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay,

Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay,
Wo inkaar bhi kartay hain iqrar k liyay,
Ajeeb hotay hai yeh ishq karne waalay,
Aankhain bhi band kartay hain to sirf deedaar k liyay.

posted in Poetry SMS

Ishq tanhayi hai mehfil nahi,

Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
Pyaar ruswai hai saahil nahi,
Jo samajhte hai ishq ko mehfil,
Wo ishq ke qabil nahi.

posted in Poetry SMS

Mohabbat ka izhaar aa ker khud karain

Bekhudi ki zindagi hum jiya nahi kartay,
Yun kisi ka ka jaam hum piya nahi kartay.

Un say keh do mohabbat ka izhaar aa ker khud karain,
Youn kisi ka peecha hum kiya nahin kartay.

posted in Poetry SMS



Page 419 of 449« First...«416417418419420421422»...Last »