SMS4Smile.com

Latest SMS / text messages & jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday & adult]


Latest Free SMS Jokes & Text Messages

JO mila DOST aap jaisa Pyara.

Ek hai asman ka tara ,
Ek hai sagar ka kinara,
Bewafa hai zamana sara,
Nasib hai achha hamara,
JO mila DOST aap jaisa Pyara..

posted in Poetry SMS |

Kaash hum SMS hotay

Kaash hum SMS hotay
aik click main tumhare paas hotay
Bhale tum Hamein delete kar dete
par kuch pal ke liye hum tumharay ehsaas to hotay

posted in Poetry SMS |

Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon

Zindagi hai nadaan isliyay chup hoon,
Dard hi dard subah-o-shaam isliyay chup hoon,
Keh doun zamanay say dastaan apni,
Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon.

posted in Poetry SMS |

apni yadoon ka ghulam ker gaya

aaj door se hi koi salam kar gaya,
apni yadon ka ghulam ker gaya ,
apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas,
aaj wohi humain nilaam kar gaya……..

posted in Poetry SMS |

Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi,

Meray mehboob qayamat hoogi,
aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi,
Meri nazrain tou gila karti hain,
teray dil ko bhi tujhsay shikayat hogi.

posted in Poetry SMS |

Tornay walay k haath mein zakham tou ayai hotay

Kaash bananay walay nay dil kaanch k banayai hotay
Kam say kam tornay walay k haath mein zakham tou ayai hotay.

posted in Poetry SMS |

beetay howay khud pay sitam likh raha hoon

Dil ki dastaan dard-e-qalam say likh raha hoon
beetay howay khud pay sitam likh raha hoon,

Dil ka qatal ho gia meray aur janazay ka lutf utha raha koi
matam ki jaga khushi ki ghazal ga raha koi.

posted in Poetry SMS |

Hasnay ko zamana hay

Hum ishq k Maaron Ka
Baas itna hi fasana hay,

Ronay ko koi nahi,
Hasnay ko zamana hay.

posted in Poetry SMS |



Page 405 of 440« First...«402403404405406407408»...Last »