Quran ka mojza
posted in Islamic SMS |
Quran ka mojza
Lafz “Al-bar” yani “Zameen”
Quran pak main 13 baar aaya hay.
Or
Lafz “AL-Bahar” Yani “Samandar”
32 bar aaya hay.
Total 13+32=45
Zameeni Elaqa:13/45×100=28.89%
Samandri Elaqa: 32/45×100=71.11%
Yani dunia main 28.89 % zameen hay
or 71.11 % samandar hay.
Khushki or pani ka bilkul yahi ratio
aaj ki jadeed science ne daryaft kia hay.
Lekin QURAN PAK ne
1400 saal pehle ye ratio bata dia.
Similar SMS / Text messages
- Statistics of Quran-e-Pak
- AAP (S.A.W) per 1 bar darood parhta hai
- Jism ki tandrusti “NAMAZ” main hai
- ALLAH ne hame konsa messages dia hai
- Naya islmai saal mubarak
- Duaon ki qaboliat k auqaat
- Sukon dhondta phirta tha me baharon me

(28 votes, average: 4.39 out of 5)