SMS4Smile.com

Latest Hindi SMS Messages Collection

Pakistan, Pakistan & mera paigham pakistan

Khuda ki khaas rehmat hai
buzurgun ki bashaarat hai
kayee nasloun ki qurbaani
kaye nasloun ki mehnat hai
asaasa hai jiyaaloun ka
shaheedoun ki amaanat hai
jab hee tareekh ne rakha hai
is ka naam pakistan

andheroun ko mitaaye ga
ujaala ban k chaaye ga
yeh qissa inqilaabi hai
naye duniya banaye ga
agar Allah ne chaaha to
zamana woh bhi aye ga
jahan tak waqt jaaye ga
isey aagey hee paaye ga
nida qaayed ki hai iqbaal ka inaam
pakistan pakistan pakistan pakistan
mera peghaam pakistan

Similar SMS / text:

  1. Azad Pakistan k nalaiq nojavanon Azad Pakistan k nalaiq nojavanon, Agar aaj valentines day ya friendship day...
  2. Pakistan ka qaumi phal Pakistan ka qaumi phal…Sabar ka phal Qaumi Libaas…Kala Coat… Qaumi khail..Muzakraat Quami...
  3. Pakistan ek aisa mulk hay, Pakistan ek aisa mulk hay, Jis k log har 2 ghante k...
  4. Pakistan ne jo atom bomb Teachers: Bachon batao pakistan ne jo atom bomb india pe phenka tha...
  5. Bush aur musharraf aik plane mein Bush aur musharaf aik plane mein aik sath safar kar rahay thay....
  6. Her hal mein ALLAH per bharosa Agar ALLAH apki dua qabool kerle, To iska matlab he k WO...
  7. Hamari dosti ka kitna faida uthhatay ho Hamari dosti ka kitna faida uthhatay ho, 1msg bhej ke10 free pate...
  8. Jubse tumhe dekha hai Jubse tumhe dekha hai, Mera Raat ko Din ko Subha ko Sham...
  9. 1 ghar main twins paida howay 1 Ghar mein TWINS paida huwe to saas ne kaha: mubarik ho!...
  10. Jis ka rabta ALLAH k sath ho Jis ka rabta ALLAH k sath ho wo nakam nahin hota, Nakaam...