1 larka 1 larki k sath baitha tha,
2nd day dosri larki k sath daikha gia,
3rd day koi aur larki thi
4th day kisi new larki k sath tha
Moral: larkian badal jati hain, larkay nahin badaltay:p
posted in Hindi Funny SMS
majnu ko laila ka sms naheen aaya,
majnu ne 3 din se khana naheen khaya
majnu marne wala tha laila ke piyar main
aur laila baithi thi sms free honay k intizaar main.
posted in Hindi Funny SMS
Main nay pocha chand say,
daikha hay kahin mera yaar sa haseen
chand nay kaha:-
Salay itnay upar say dikhta hay kia?
posted in Hindi Funny SMS
Yeh tumhara sulagta hua jism…
kapkapatay hont….
larkharati Aawaz…
thartharata badan .
.
.
.
mujhe pehle se shak tha
k tumhain Malaria hai…..
posted in Hindi Funny SMS
Dil say dil mila ker to daikho
hamari yad main ansu baha ker to daikho,
SMS to kia call bhi karaingay,
kabhi hamaray mobile main card dalwa ker to daikho
posted in Hindi Funny SMS