Hindi Cool/Decent SMS / Text Messages

Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo

Sirf apni zarorut k waqt yaad karta hay

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (17 votes, average: 3.76 out of 5)
Loading...

Agar koi tum ko sirf apni zarorut k waqt yaad karta hay
to pareshan mat hona bulkay fakhar karna
k us ko andhairon mein roshni ki zarorut hay aur woh tum ho.

1 tum hi ko dekha

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (20 votes, average: 3.75 out of 5)
Loading...

Na khuwabon me dekha na nazaron me dekha,
100 me 1 humne tum hi ko daikha,

Ghum dene wale to her pal hain yahan,
Her pal khushi dene walo me 1 tumhi ko dekha

1 phool ki tarha

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (19 votes, average: 3.42 out of 5)
Loading...

Aap mere liye 1 phool ki tarha hain ..
Jisay hum chor bhi nahi sakte
or tor bhi nahi saktay
tor liya tou murjha jao gaye
chor diya to koi or lay jaye ga.!!!

Phool ki shuruvat kali se hoti hai,

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (307 votes, average: 3.76 out of 5)
Loading...

Phool ki shuruvat kali se hoti hai,
Zaindagi ki shuruvat Dost se hoti hai,Dost ki shuruvat apno se hoti
hai,Aur apno ki shuruvat aapse hoti hai!

Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (28 votes, average: 3.71 out of 5)
Loading...

Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey.. Dil dai ker dard lena ki humse seekhey.. kuch na deyker Dil lena koi unsey seekhey.. SMS leker REPLY na kerna koi Aapsey seekhey.

Her insan ko insaan banaya

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (21 votes, average: 4.19 out of 5)
Loading...

Maalik Ne Har Insaan Ko Insaan Banaya
Ham Ne HINDU Ya MUSALMAN Banaya,

Kudarat Ne De Hame 1 Dharti,

Humne Kahi HINDUSTAN
Kahi PAKISTAN Banaya.

Hamare rishtey ka naam kia hai?

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (34 votes, average: 3.50 out of 5)
Loading...

kabhi socha hai?
Hamare rishtey ka naam kia hai?
*Dosti
*Mohababt
*Zarurat
*Khuwahish
*Junoon
*Ishq

ya woh rishta jo,
"Asman ka zameen se"
Barish ka sehra se hay
Haqiqat ka khuwabon se hay
Din ka raat se hay

Yeh kabhi bhi aik dosray se mil nahin patay
laikin aik dosray k baghair adhoray bhi hain

Shayud aisa hi kuch rishta mera or aap ka bhi hay