Lekin rehnay do
posted in Ghazal SMS |
Saarey waadon ko bhula sakta hun,
lekin rehne do..!
Main tumhein chor k ja sakta hun,
lekin rehne do..!
Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz,
faisla mein bhi suna sakti hun,
lekin rehne do..!
Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali,
us per main muskura b sakta hun,
lekin rehne do..!
Sharam aaye gi tumhein
warna tumharey waaday,
main tumhein yaad dila sakta hun,
lekin rehne do.
Similar SMS:
- Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye, bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas...
- Dil kay tukrey huay wo chunney na aaya Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis...
- Juda honay ka andaisha Juda hone ka andesha' juda honE se pehle tha, Wo mujh se intehai khush' khAfa...
- Kuch door hamare saath chalo Kuch door hamare saath chalo Hum dil ki kahani kehdein ge Samjhe na tum jisse...
- Pyar chupta nahi chupanay say Laakh miltay hain hum bahanay say Pyar chupta nahi chupanay say Ummar guzari hay dar-badar...
- Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi Yeh dard tum ne diya hai,...
- Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi, Jab chand sitare chamak rahe hon, Jab yadon...
- Titlee jo ek mujh ko mili thi kitaab main Titlee jo ek mujh ko mili thi kitaab main Woh apna aks chore gayi mere...
- Acha wohe raha jo in ko nibha gaya Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main goya jasay hoo selaab aagya.....
- Kisi ke kam na aaye wo zindagi kya hai Kisi ke kam na aaye wo zindagi kya hai, Adab jisme na ho shamil wo...
- Main Roi To Nahi Hoon...... Main Roi To Nahi Hoon...... Najaney Kiyoon Mera Kajal Jab Bhi Dalo Ankhon Main Ab...
- Tum he kion bhaye dil ko kya maloom Har baar dil se yeh paigham aaye, Zubaan kholon to tera he naam aaye, Tum...

(7 votes, average: 4.86 out of 5)