Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
Pyaar ruswai hai saahil nahi,
Jo samajhte hai ishq ko mehfil,
Wo ishq ke qabil nahi.
posted in Poetry SMS |
Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
Pyaar ruswai hai saahil nahi,
Jo samajhte hai ishq ko mehfil,
Wo ishq ke qabil nahi.
posted in Poetry SMS |
Bekhudi ki zindagi hum jiya nahi kartay,
Yun kisi ka ka jaam hum piya nahi kartay.
Un say keh do mohabbat ka izhaar aa ker khud karain,
Youn kisi ka peecha hum kiya nahin kartay.
posted in Poetry SMS |
Dosti karna hamain bhi sikhado zara,
Us dil k konay mein hum ko bhi bithado zara,
Hum tumharay dil mein hain k nahi,
Zuban say na sahi sms se to batado zara.
posted in Love SMS, Poetry SMS |
waqt ki andhi mein tufan badal jaty hain
zindagi ki rahoon mein insan badal jatay hain
badalta nahi pyar kabhi magar…
pyar karny walay insan badal jatay hain
posted in Poetry SMS |
Roshni say hamain apnay dil ko jalana para,
Dard seh ker bhi hamain muskurana para,
Aap log sada hastay rahay,
Is liye hamain aanso’on ko chupana para.
posted in Poetry SMS |
1 - Smoking
2 - Drinking
3 - Drugs
4 - Tension
5 - Chicken
6 - Muttun
7 - Oily Food
8 - Masala
9 - Obesity
10 - Pollution
= HEART ATTACK
ise kehte hain Dus bahanay kar k lay gaya DIL - HEART ATTACK
posted in Poetry SMS |
Mohabbat ki zanjeer say dur lagta hai,
kuch apni taqdeer se dur lagta hai,
Jo mujhey tum se juda karti hai,
Haath ki us lakeer se dur lagta hai…
posted in Poetry SMS |
Yaar nay dil ka haal batana chor diya,
Humne bhi gaherayi mein jana chod diya,
Jab usko hi duri ka ehsas nahi,
Humne bhi ehsas dilana chod diya.
posted in Poetry SMS |
Join our group and receive "SMS of the day" delivered directly into your mailbox.