Jab tum is duniya se jaoge
Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.
posted in Insult SMS |
Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.
posted in Insult SMS |
Main nay aap ko kal
khuwab main HOROON
k darmiyan daikha.
Main nay khuda say pocha,
Is ko kis naiki ki jaza mili hai.
Khuda nay farmaya:
is ko jaza nahin,
HOROON ko SAZA mili hay
posted in Insult SMS |
Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do,
1 bay naam si mohabbat mere naam kar do,
Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do,
Ghar say naha k niklo, poray muhallay ko hairaan kar do
posted in Insult SMS, Poetry SMS |
Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do,
1 bay naam si mohabbat mere naam kar do,
Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do,
Ghar say naha k niklo, poray muhallay ko hairaan kar do
posted in Insult SMS, Poetry SMS |
Aaj kal tum mushkurati bahut ho,
mere dil ko bhaati bahut ho,
dil kehta hai le jaaun tumhen dinner pe,
par suna hai tum khaati bahut ho!
posted in Insult SMS, Poetry SMS |
Pyar na rahe to wafa kaun karega,
Dost na rahe to dosti kaun karega,
Khuda salamat rakhe tumhe varna,
bandar ki tarah uchal-kood kaun karega
posted in Insult SMS |
Baharo phool barsao mera “DOST”aya hai.
Hoto pe muskan, gali me mehak laya hai.
Barso tak thi jise pani se “ELERGY”
Woh aaj “LUX” se nahaya hai.
posted in Funny SMS, Insult SMS, Poetry SMS |
Kisi nay dil badal liya,
Kisi nay dharkan badl li,
Aap k paas kuch nahin tha badalnay ko,
to
aap nay masjid main ja kar chappal badal li:p
posted in Funny SMS, Insult SMS |
Join our group and receive "SMS of the day" delivered directly into your mailbox.