Mobile main CNG lagwao gay?
Kiya lay ker ayai thay—-?
Kiy lay kar jao gay…??
Mujhey SMS nahin kar k
kitnay paisay bachao gay?
Itnay paisay bacha ker kya…..
.
.
.
Mobile main CNG lagwao gay:p
posted in Funny SMS
Kiya lay ker ayai thay—-?
Kiy lay kar jao gay…??
Mujhey SMS nahin kar k
kitnay paisay bachao gay?
Itnay paisay bacha ker kya…..
.
.
.
Mobile main CNG lagwao gay:p
posted in Funny SMS
Papa beti sa:-
Beti pehlay to tum mujhey papa kehti thein,
Laik ab tum mujhey DaD kehti ho,kion?
Beti:-
Oh DaD, PaPa kehnay say lipstic kharab hoti hay
posted in Funny SMS
Raam nay been bajai,
or seeta duur k ayai…
Kishan nay bansuri bajai,
or Radha bhaag k ayai…
aur hum nay sirf seeti bajai,
Woh sali BHAI ko lay aai :phehe
posted in Funny SMS
Hoslay saray azma baithay,
Hum zamanay k ghum utha baithay,
Jis ki chahat main umer bhar tarpay,
Us ki shadi ki biryani kha baithay:)
posted in Funny SMS, Poetry SMS
Tum
Achey
Imandaar
Sundur
Samajhdar
Khobsurat
Dimagh walay
Ho….
.
.
.
.
.
.
pata karo yeh afwahain
kon phaila raha ha:p
posted in Funny SMS
Guddu gana ga raha tha,
“aaj main ooper Aasma neechay”
To Pappu nay Guddo ko bohut maara,
Bhala kion???
kion k Aasma pappu ki behan thi.
hehe:p
posted in Funny SMS
Kash tum bakri hotay !
Main tumhain ghaas khilata
or pyar say tumhara
seeng hilata aur pochta…
PAGAL kon???
tum ya Main?
or tum pyar say boltay Main Main..
posted in Funny SMS
Life me hamesha
Haste raho,
Muskurate raho,
Gaate raho,
Gungunate raho
Taki tumhe dekhte hi
log samajh jayen k tum
‘UNMARRIED’ ho.
posted in Funny SMS
Join our group and receive "SMS of the day" delivered directly into your mailbox.